6 Word Fiction - WAIT




"My wait prolonged. He moved on."


Hindi Poetry - Mujhe Naye Dharm Ki Zaroorat Nahi



मुझे नए धर्म की ज़रुरत नहीं
गलत ही सही, इंसान बजाऊं
मुझ मेरा ईश्वर मिल जायेगा
मुझे जीने का सलीखा आजाएगा


मुझे नए धर्म की ज़रुरत नहीं
जब खुद ही खुद से मिल पाऊँगी
मुझे ईश्वर तक का रास्ता मिल जायेगा
मुझे इस जीवन का अर्थ मिल जायेगा


मुझे नए धर्म की ज़रुरत नहीं
पहले मैं मौजूदा धर्मो को तोह समझलूँ
मुझे मेरी पहचान खुद ही मिल जाएगी
मेरे अस्तित्व बोध हो जायेगा


धर्म आख़िर होता क्या है?
सिर्फ ईश्वर की खोज?
उस परमशक्ति तक पोहोचने की सीढ़ी?
ईश्वर तो मन में है, उसे जग में और कहाँ पाऊँगी?


अगर धर्म ईश्वर तक का रास्ता है
ईश्वर तोह एकता में बस्ता है
तो सबसे अलग नया धर्म कहाँ पाऊँ मैं ?
इस अंतर को भेद कैसे पाऊँ मैं ?


मुझे नए धर्म की ज़रुरत नहीं
पहले "मैं" और "खुद" से उठ जाऊँ
मुझे आगे बढ़ने का अयन मिल जायेगा
मेरी आस्था का आधार मिल जायेगा



muhjhe naye dharm ki zaroorat nahi
pehle "main" aur "khud" se uth jaun
mujhe age badhne ka ayan mil jayega
meri astha ha aadhar mil jayega

mujhe naye dharm ki zaroorat nahi
galat hi sahi, pehle insaan bajaun
muhje mera ishwar mil jayega
mujhe jeene ka salikha ajayega.

mujhe naye dharm ki zaroorat nahi
Jab khud hi khud se mil paungi
mujhe ishwar tak ka rasta mil jayega
mujhe meri zindagi ka arth mil jayega.

mujhe naye dharm ki zaroorat nahi
pehle main moujooda dharmo ko toh samajh loon
mujhe meri pehchaan khud hi mil jayegi
mere asthitva ka bodh ho jayega.

akhir dharm hota kya hai?
sirf ishwar ki khoj?
us paramsakti tak pahuchne ki sidhi?
ishwar to mann mein hai, 
use jag mein aur kahan paungi?

agar dharm ishwar tak ka rasta hai
to ishwar ti ekta mein basta hai
sabse alag naya dharm kahan paun main?
is antar ko bhed kaise paun main?

mujhe naye dharm ki zaroorat nahi
pehle main khud se to upar uthoon
mujhe age badne ka ayan mil jayega
meri astha sarthak ho jayegi.

#SnippetsOnLife2 - Life and Darkness

Have you ever thought about the bright side of darkness in your life? Recently I had the opportunity to ponder upon the reality and even th...