तन्हाईयाँ भी कभी तन्हा नहीं आती,
कभी याद तो कभी कभी फ़रियाद ज़रूर लाती है।
दिल की गहराइयाँ तक छू जाती है,
कभी सतह पे रेहकर सब कुछ भुला देती है।
तन्हाईयाँ भी कभी तन्हा नहीं आती,
कभी ज़िक्र तो कभी फ़िक्र ज़रूर लाती है।
होठों पर बेज़ुबान तड़पती रहती है,
कभी आँखों से बेधड़क बयां कर जाती है।
Tanhayi bhi kabhi tanha nahi ati,
Kabhi yaad toh kabhi fariyaad zaroor lati hai.
Dil ki gehraiya tak choo jati hai,
Kabhi satah pe rehkar sab kuch bhula deti hai.
Tanhaiyan bhi kabhi tanha nahi ati,
Kabhi zikr toh kabhi fikr zaroor lati hai.
Hothon par bezuban tadapti rehti hai,
Kabhi ankhon se bedhadak bayan kar jati hai.
Tanhaiyan bhi kabhi tanha nahi ati,
Kabhi zikr toh kabhi fikr zaroor lati hai.
Hothon par bezuban tadapti rehti hai,
Kabhi ankhon se bedhadak bayan kar jati hai.
सुन्दर रचना..
ReplyDeleteसुन्दर रचना..
ReplyDeleteBeautiful poem. Tanhaiyan humein andar se tinka tinka fanaah kar deti hain, aur zaalim kuch hissay bachaakar rakhti hain taaki dard kabhi poori tarah khatam na ho.
ReplyDeleteLoved reading. Do drop by mine. I blog at scriptedinsanity.blogspot.in
Cheers,
CRD